Showing posts with label Azaadi march. Show all posts
Showing posts with label Azaadi march. Show all posts
Sunday, 12 October 2014
Tuesday, 30 September 2014
Aoo Khailain Cricket Cricket...!
Tamasha laga huwa ha abi tak is Mulak-e-khuda dad Pakistan main. Aur ab tu Inqlaab kam aur Circus ziada bann chuka ha yea dharna. Kabi songs, kabi Qawali, Kabi dance, aur kabi Cricket ka match...!
Imran aur Qaadri main sy kisi ka koi mulak ky liya object nahi ha...sirf wo chahty hain ky Mulak khail tamashy main laga rahy aur jo thori buhat taraqi ky chances hain wo bi finish ho jain.
Aaj Mr. Paadri cricket khail kar enjoy kr rahy hain uder baqi siasat daan bi sirf dharnon ki taraf deakh rahy hain ky kya result nikalta ha..
Koi nahi Jo is Mulak ky liya soch raha ho; jab Pakistan ko flood ny nuqsan pohanchaya ha.
Imran aur Qaadri main sy kisi ka koi mulak ky liya object nahi ha...sirf wo chahty hain ky Mulak khail tamashy main laga rahy aur jo thori buhat taraqi ky chances hain wo bi finish ho jain.
Aaj Mr. Paadri cricket khail kar enjoy kr rahy hain uder baqi siasat daan bi sirf dharnon ki taraf deakh rahy hain ky kya result nikalta ha..
Koi nahi Jo is Mulak ky liya soch raha ho; jab Pakistan ko flood ny nuqsan pohanchaya ha.
Sunday, 21 September 2014
County of Gadha (Donkey) youth Nation - Imran Khan said (Pakistan - Tehreek-e-Insaaf)
Kya isy kehtay hain Leader jo apny sath chalny wali youth ko jab chahay Gadha bana dy jb chahya kisi ko Kutta bana dy aur jb chahy kisi ki ezat ko pamaal kr dy..!(see video in Link)
Friday, 12 September 2014
Kya Tabdeeli Aa Gayi ha.................????
Tabdeeeli tu aa gai ha...!
Jab Maain, Betian, Behnain roads py aa gai tu waqai Joo tabdeeli chahty thy yea Loog, woo Tabdeeli aa Gai ha..!
Thursday, 11 September 2014
Aaay Awaaaam Akhir wohi howaa tumary Sath PTV Py attack ky baad......!!!
At last wohi howa jo hamesha hota aya ha is Masoom aur apni taraf sy chalaak Awaam ky sath.Kay pehly awam ko
Tuesday, 9 September 2014
Kider gaya saray Tamashbeen .... Imran Khan ka INQLAABI Dream aur Nawazzzz.....!
From Imran Khan to all participant of Inqlaab and Azaadi March...!
Kider gaya sarya ky saray mairay inqlaabi...Lagta ha Govt nay sab ko pakar liya ha..!warna tu ider
Wednesday, 3 September 2014
Pakistan Awami Tehreek & Pakistan Tehreek-e-Insaaf Demands of INQLAAB & Azaadi March...!
طاہرالقادری کےمطالبات
- نواز شریف اور شہباز شریف استعفیٰ دیں۔ ان کو پوری کابینہ سمیت گرفتار کر کے ان کے خلاف تحقیقات کی جائیں۔
- موجودہ اسمبلیاں غیر آئینی ہیں ان کو ختم کیا جائے کیونکہ آئین کے آرٹیکل 62 اور 63 پر اس کے اراکین پورا نہیں اترتے اکثریت ٹیکس چور ہے۔
- ان اسمبلیوں کے خاتمے کے بعد ایک قومی حکومت قائم کی جائے اور قومی اصلاحات کی جائیں۔
- ملک میں کرپشن میں ملوث کرنے والے ہر شخص کا سخت اور کڑا احتساب کیا جائے۔
Monday, 1 September 2014
Gullu Butt sy Siasi Gullu Button Tak kuch Batain..!
Kuch month pehly June main Model Town main aik Character samny aya jis ka name tha Gullu Butt...phir yea Gullu Butt waqat ky sath sath popularity hansil krta gya aur aaj yea
Sunday, 31 August 2014
Why the children of Leaders are not in Azaadi/Inqlaab March...?????
Nation...! Please Think over the so called leaders strategy...!!!!

At last Imran Khan & Tahir ul Qadri mission of Pakistan destruction is continuing...!
Akhir kaar IK aur Qadri ny apan asal objective start kr diya raat sy. Aur logon ny PM house ki taraf jana start kr diya aur police ko majbor kiya ky un py
Friday, 22 August 2014
Thursday, 21 August 2014
Inqlaab abi Soo Raha hay....!
Pata nahi yea kon sa inqlaab ha jo raat ko musical night attend krta ha phir soo jata ha aur sham main phir in ky Leaders aag ughlana start ho jaty hain..!
Aug Loog nach ghana karty hain aur Din guzar daity hain...!
Kash loog is tara apni aurton ko kisi Islami purpose ky liya aktha karin na ky Fitna philany ky liya..!
Wednesday, 20 August 2014
Role of Media in Marches of PTI & PAT...!
Is march ko ziada heap dainay wala media hi ha...warans is Estifa khan ko kisi ny pochna bi nahi tha...!
Aur Paadri tu waisa hi kisi bhag ki moli nahi tha...!
Wo tu waisa hi mental case ha...!
Media ny chand logon ky majmay ko aisay potrate kiya ha jaisay Pakistan ky 18 coror awam aa gaya hon...!
Ager media isy itni hamiyat na daita tu sirf aik musical show aur dosra ny sirf daras daiy ky chala jana tha..!
Aur Paadri tu waisa hi kisi bhag ki moli nahi tha...!
Wo tu waisa hi mental case ha...!
Media ny chand logon ky majmay ko aisay potrate kiya ha jaisay Pakistan ky 18 coror awam aa gaya hon...!
Ager media isy itni hamiyat na daita tu sirf aik musical show aur dosra ny sirf daras daiy ky chala jana tha..!
Tuesday, 19 August 2014
Red Zone ka Tamasha Laga huwa ha....!
Aaj Tamasha laga hwa ha Red Zone main aur do (two) madari tamasha dekha rahy hain..!
Aik ha Imran Khan aur dosra Qadri...Aur aaj ka trick ha Inqlaab aur Azaadi March.
Aik kehta ha jb maira tamasha end ho tu Prime minister resign dy jaya ga aur dosra kehta ha ky maira tamasha jab end ho ga tu Prim minister resign dy jaya ga..!
Ab dekhty hain kon acha tamash aur trick dekhata ha ky PM maan jaya aur kahay ky ap muj sy behatar madaari ho aur main resign dy kr ja raha hon...!
Likan kya is tamashay ky majood tamashbeenon ko bi koi fida ho gaaaa?????
Zara Sochiya....!!!!!!!!!!!!!!!!
Monday, 18 August 2014
We will Cross Red Zone area during March--------PTI Chairman Imran Khan...!
Imran khan ny kaha hy ko wo red zone ko cross karin gy with all their workers. Jb ky wo janty hain ky kal tk unon ny promise kiya tha govt sy na cross karny ka...!
Likan yea person mentally ill ha jis ky qoul aur fail main tazad hay. Jb is sy aur kuch nahi ban pai tu against the law kam krny lag para ha..!
Beshak isay tu koi faraq bi nahi pary ga aisy kamon sy nuqsan tu awam ka ho ga..! Wo awaam jo sirf azadi ky name py Azad mulak ko nuqsan pohancha rahi ha. wo awaan jisy yea bi nahi andaza ky ager govt khatam bi ho jaya tu bi hum isi nizam main rahin gy.
Asal main is waqat sary chor mil gaya hain jin ko Pakistan taraqi karta bura lag raha ha wo nahi chahtay ky Pakistan taraqi kary aur is govt ko next election main bi success hansil ho..! Corruption ki society main nahi hoti ap is ko corrective measure sy reduce kr sakty hain..! Lakin ider tu Choroon ka tolla mil gya ha jo monitoring kr ky is nizam ko behtar nahi balky bilkul khatam krna chahty hain..!
Kash Awaam in ky wrong iradon ko samaj sakay...Ameen
Live Long Pakistan
May Allah save Pakistan from fitna of IK, Qadri and all others...!
Sunday, 17 August 2014
26th death anniversary of Muhammad Zia-ul-Haq...!
26th death anniversary of former military ruler General Muhammad Zia-ul-Haq is being observed today. He was the sixth President of Pakistan, whose tenure ranged from July 1977 to his death in August 1988.Zia was born in Jalandhar, British India, in 1924.After graduation, he joined the British Indian Army in 1943. He married Shafiq Jahan in 1951. One of his sons Muhammad Ijaz-ul-Haq joined politics and became a cabinet minister in the government of Nawaz Sharif.He was appointed Chief of Army Staff in 1976. After widespread civil disorder, he overthrew ruling Prime Minister Zulfiqar Ali Bhutto in a bloodless coup d’état on July 5, 1977 and became the state’s third ruler to impose martial law.He initially ruled as Chief Martial Law Administrator but later installed himself as the President of Pakistan in September 1978. Zia’s major domestic initiatives included the consolidation of the fledgling nuclear programme, which was initiated by Zulfiqar Ali Bhutto,denationalization and deregulation and the state’s Islamisation.However, he is most remembered for his foreign policy; the subsidizing of the Mujaheddin movement during the 1979 Soviet invasion of Afghanistan which led to the Soviet Russian withdrawal from Afghanistan.Zia died along with several of his top generals and then United States Ambassador to Pakistan Arnold Lewis Raphel in a suspicious aircraft crash near Bahawalpur (Punjab) on August 17, 1988.

Subscribe to:
Posts (Atom)
