Sunday 21 September 2014

County of Gadha (Donkey) youth Nation - Imran Khan said (Pakistan - Tehreek-e-Insaaf)

Kya isy kehtay hain Leader jo apny sath chalny wali youth ko jab chahay Gadha bana dy jb chahya kisi ko Kutta bana dy aur jb chahy kisi ki ezat ko pamaal kr dy..!(see video in Link)

As a nation, Youth joo iss Intshar khan ki blind follower ha jin ko IK har haal main acha lagta ha...kya unko acha laga ky unka leader unain iss tara Gattiya zuban main portrait kary wordwide.
Waisy bi yea Imran  kabi bi nahi chahta yea youth taraaqi karay aur country ki khidamat kary. Issi waja sy tu iss ny abroad parhany wali Pakistani youth ko Gadha (donkey) bana diya....! 
Aur unko unki Aukaat yad dila di ky tum loog jitna marzi parh likh jao tum is Gattiya Nataion sy belong rakhty ho jo Gadhon (Donkeys) ki nation ha....!
He knows very well ky Pakistani youth Ghulam bannay ky liya hi paida hoi ha aur ager iss nation ny bi education main abroad ja kr tarqai kr lee tu jo Imran Khan Yahodion ka agenda ly kr aya ha Pakistan main, wo kis tara Kamyab ho saky ga. 
Imran bi ussi agenday ka hissa ha jo Pakistan main pehly sy harr siasat main follow ho raha ha kabi PPP, kabi PML, kabi PTI ki sourat main etc...!
Aaj phir iss youth ko Janwaron ki tara use kiya jaa raha ha aur specially females ko jaisay Yahoodi Jhang jeetany ky liya apni aurton ko agay kr diya krty thay...!

May Allah bless our Country and Nation.

Open your Eyes my Dear Nation...!
video Link:
Post by KPK CRY.