Thursday 21 August 2014

Inqlaab abi Soo Raha hay....!

Pata nahi yea kon sa inqlaab ha jo raat ko musical night attend krta ha phir soo jata ha aur sham main phir in ky Leaders aag ughlana start ho jaty hain..!
Aug Loog nach ghana karty hain aur Din guzar daity hain...!
Kash loog is tara apni aurton ko kisi Islami purpose ky liya aktha karin na ky Fitna philany ky liya..!