Thursday 11 September 2014

Aaay Awaaaam Akhir wohi howaa tumary Sath PTV Py attack ky baad......!!!

At last wohi howa jo hamesha hota aya ha is Masoom aur apni taraf sy chalaak Awaam ky sath.Kay pehly awam ko itna pump kr diya ky wo loog sub kuch karny ko tayaar ho gya aur apni Jaan bi parties ky liya qurban karny ky liya Qaffan pehan liya...!


Aur Jab iss awaam ny PTV ki building par hamla kiya jo un ky Leaders ki speeches ka result tha...Tu un kay Leaders ny un loogon ko apna party ka worker mannay sy hi inkaar kr diya....!Buhat Afsoos ha in Leaders par jo is Awaam ko apny maffad ky liy condom ki tara use krty hain...!Buhat Afsoos..............!Ay Awaaam akhir ab tum ko kon bachay ga jb tum logon ko Inqlaab ky naam par use kiya gaya ha aur PTI aur PAT ny tumain apna worker hi manany sy refuse kr diya ha...!Ab tum Loog tu "Police Wanted" ban gaya is Inqlaab ky naam par...!


Abi bi socho jab tum Jail main chalay jao gy tu kya banay ga tumary Parents ky sath, tumari wife ky sath, tumary bachon ky sath...!


Kash tum in (Imran & Qaadri) Loogon ki sazish samaj sakoo ky yea sary maffad parassat loog hain aur kabi koi siasatdaan kisi ky fida ki baat nahi kr sakta sirf Awaam ki majborion sy khail sakta ha...!