Friday 15 August 2014

Intzaaaar....!

Phir aik aur inqlaab anay ka intzaar kro
Nahi ha yaad tumain wo tumam log
jinon ny apny khoon dy ky is Mulak Khudad ko banya tha
Tumaray pas tu Naroon ky siwa kuch bi nahi
Unon ny tareekh main kuch krr kya dekhaya tha
Tum tu sirf 
Is arz-e-Pak ko naroon mainn Nayya karny ki bat krty ho
Jo ho gya hain is Wattan (Pakistan) ky liya Shaheed
Uno ny issy Narya Takbeer py Banaya tha
Afsoos tum na samjo gy
Tumain tu sirf Intzaaaar krna ha..!